Hey guys......pls help me with these
These questions are from the chapter 1 dukh ka Adhikar of ncert Hindi textbook Sparsh.
Will mark one answer as Brainliest
Attachments:
Answers
Answered by
1
Answer:
1) Path Ka naam hai "Dukh Ka adhikar" or lekhak Ka naam hai "Yashpal" . 2) Bhagwana ki maa ek adhed Umar ki aurat thi . Aur badkismati se Uske jaban bete ki saanp dansne ke Karan mrutyu ho gayi. Ab paribaar ki sari jimedariyan Uske upar thi Jo Uske ke liye ek badi samasya thi. 3) Lekhak ne samaj ki is burai ko byang kya hai ki samaj hamesha poshak ko dekhkar logon ko Dammam deti hai kisike gun ya achhai ko Nahi. 4) Budhiya koi bhi udhar Nahi deta tha kyunki sabko pata chal chuka tha ki Uske Ghar Ka ek matra kamane wala beta mar chuka tha aur sab ye bhi sochte the ki Yaha garib aurat bhala kese udhar chuka Sakti hai Isiliye use koi bhi udhar Nahi deta tha.
Explanation:
Hope it will help you.
Similar questions