HEYA BROTHERS AND SISTERS ______________________Tell me a quick summary /theme of the chapter गिन्नी का सोना . __________You can answer either in hindi or in English (according to ur convenience ) . But tell in a very very easy language. And the chapter is of class 10 curriculum . Hindi course B . ___________________And spammers be away from my question.
Answers
es padh me lekah hume batana chahta hai ke jese hum asli sone me thabha mila kar uska mulay kam kar dete hai wese hi hum aapne adharsho me badlaw karke or samjhota karke uska mulay kam kar dete hai pr jab hum sone ki jagah ginni ka sona upayog me lete hai to thode hi din bad uski chamak fiki pad jate hai ussi prakar se hume aapne adarsho me samjhota karke hum unka mulay kam karte hai esme lekah ne ghandiji ka udharan bi diya hai or kha hai ki unhone kabi bi aapne jivan me aapne adarsho me nahi badlav kiya nahi kabi unke saath shamjohta kiya esse wajah se wahh aapne jivan me bhut safal huye or hume bi aapne adarsho se samjhota ni karna chaye