India Languages, asked by Anonymous, 1 year ago

hi friends aasalamuaalikum,,
explain the line's in picture

Attachments:

Answers

Answered by juveria11
3
Walaikummassalam aapka jawaab
Jab hum busy rehta hai koi kaam me, agar namaz ka waqt hogaye to kaam chood ke namaz ke taraf jaooo.

juveria11: bahut khushi hui is question ka answer da ke
juveria11: namaz ka barema
Answered by RehanAhmadXLX
1
Heya !!!

"Namaz Se Na Kaho Ki Mujhe Kaam Karna Hai, Balki Kaam Se Kaho Ki Mujhe Namaz Parhna Hai" 

Iska Matlab Ye Hai Ki Agar Kabhi Hum Kisi Kaam Mein Masroof Hon Aur Namaz Ka Waqt Ho Jaye To Humein Kaam Ko Chhorh Kar Pehle Namaz Parhni Chahiye Kyun Ki Namaz Se Zyada Zaroori Kaam Koi Nhi Hai.

Thanks

RehanAhmadXLX: :)
Anonymous: rehan
Similar questions