Hindi, asked by mona9062, 1 year ago

Hi ,guys!
How r u?
Accept my challenge and answer this question appropriately

(SPAMMERS STAY AWAY)​

Attachments:

Answers

Answered by 00002023
1

Answer:

                  diwali

parastawna : diwali ye hindu dhram ka tauhar hai. ise light ka tauhar bhi kaha jata hai.ise dipawali bhi khethe hai. ye tauhar vijaydashmi ke 15 din baad manaya jata hai.ise bharat v bharat se bahar wale desh bhi manate hai.

vivran : ye 14 saal ka banwas katane ke baad ram ji keghar aane ki khushi mein manaya jata hai. bola jata hai ki  jab ram ji vapas audhya aaye the tab logo ne unkee aane par ghee ke diye jalaye vpatake fodhe tabhi se aaj tak se diwaliu ke nam se manaya jata hai.

labh : isse bahut labh hote hai jaise jab diwali aati hai tab log pure saal baad ghar ko aache se saaf karte hai vrang bhi karte hai. diwali ki pooja mein sara pariwar ek sath bathta hai jo bahut kam dekhne ko milta hai .

upsanhar : isme ye hai ki ye tauhar hmare jivan mein khusiya lekar aata hai v aapsi vair bhav mitakar sath rehne ki prerna deta hai.

Explanation:

Similar questions