hii!!
"खुबसूरती" और "सुंदरता" में बस इतना ही फर्क है कि खुबसूरती वो है कि जो सबको दिखाई देती है और सुंदरता किसी किसी को नजर आती है।
meaning of this quote in Hindi with Hindi explanation...
plz answer in Hindi only..
Anonymous:
✌✌✌
Answers
Answered by
6
Jello user
Khubsoorti ka asli matlab chehre aur sharer ki soorat se hai , lekin sundarta humare charitra ki soorat hoti hai.
Sabhi ko baahar ki soorat issliye dikhae dete hai kyonki unki soch bas baahri cheezon tak seemit hai aur isse karan vo log andar ki soorat jisse hum Sundarta kehte hai vo nhi dekh pate hain. Baat kewal itni hi nhi hai kyunki ye to maanav ka swabhav hota hai ki wo jo cheez ko dekhta hai aur wo cheez usse dekhne mei achhe lagti hai to vo uske oor aakarshit ho jata hai jo ki aaj kal ke log kar rhe hain. Lekin unhe ye nhi pta ki Bahar ki soorat samaye ke saath dhal jaate hai kentu charitra ki sundarta humesha rehte hai.
☺Charitra ki soorat hi asli soorat hoti hai.☺
-------------------☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆-------------

7
hy
refer to the attachment!!
idk how i wrote but i hope it helped :/
refer to the attachment!!
idk how i wrote but i hope it helped :/
Attachments:
Similar questions
Science,
7 months ago
Physics,
1 year ago
English,
1 year ago
Math,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago