Hindi, asked by science007coolbro, 1 year ago

himalyein nadiyon par kavita in hindi 20 to 25 line . I will mark brainliest . 20 points

Answers

Answered by priyanka95
0
Badi nikalti hai parvat se,
Maidaano mein behati hai.
Aur ant mein mil sagar se,
Ek khaani behati hai

Bachpan mein chhoti thi par main,
Bade veg se behti hai
Aandhi-toofan, baandh-bawandar
Sab kuch hanskar sehati hai.

Maidaano me aakar maine,
Seva ka sankalp liya.
Aur bana jaise bhi mujhse
Mana ka upkaar kiya.

Ant samay mein bacha shesh Jo.
Sagar ko upkaar diya.
Sab kuch arpit karke apne.
Jeevan ko saakar kiya

Bacchon shiksha lekar mujhse
Mere jaise ho jaao
Sewa aur samarpan se tum
Jeevan bagiya mehekaao.

Similar questions