Hindi conversation between two parents about their children's studies
Answers
Answer:
(pehla) : namaskaar , kidhar jaa rhe ho?
(dusra) : apne bachon ki kitaben lene jaa rha hu ? kya tumhe nhi lene jaana?
(pehla) : mere bache itna padhte hi nhi, mene unhe kha agar tum iss baar ache se nhi padhe to tum vidhyalya jaana band kr dena ?
(dustra) : kya? agar tumne essa kiya to bache bilkul koshish krna chod denge or jindagi me kabhi aage nhi badh paenge.
(pehla) : lagta me hi galat hu.
(dusra) : haan! abhi bhi kuch nhi bita tumm abhi abhi unhe pdha sakte ho..
(pehla) : me chahu to pdha bhi du par unhe khid bhi to sikhna padhe ga..
(dusra) : aaj kal padhai itni badh gyi h ki bache chah kr bhi kuch nhi kr pate.
(pehla) : [ nirasha se]to abh me kya kru?
(dusra) :unhe bas tumhare dhyan ki zaroorat h or kuch nhi.
(pehla) : chalo ek baar koshish kr ke dekhta hu
(dusra) : chalo abh me chlta hu , tum koshish kr ke dekho .
(pehla) : acha alwidah, kal milenge!