Hindi, asked by mo0sandyushina, 1 year ago

Hindi debate against the motion on shiksha se khilwad

Answers

Answered by monu7bishnoi
0

shiksha se khilwad

 

Jaisa ki hum jaante hai  ek padha likha naagrik ak pragratisheen desh ki nishani hota hai. Vidhiya wo jeech hai jo naa bhai baant sakta hai aur na hi satru hum se cheen sakta  hai . isliye sabhi sabhi dhano mai siksha dhan ko sarvsresth mana gya hai . Iska daan  aur bhi uchha mana jata hai . Jaa jaane aaj bhi kitne log bina ek rupya liye bachho ko padhate hai . Lekin Iss parivaratn ke doour mai Siksha apne mool bhoot  gun khoti jaa rahi hai . Uske sath ched chaad  desh ke samajik aur aarthik dhanche ko kamjor bana rahi hai . Jiske mukhya karan niman pratit hote hai .

1.Siksha ke aadhikaar se vanchit rakhna hi sab se bada khilwaad hai .

2.  class 1 se 8 tak muft siksha honi  chahiye .

3. Privete aur government school ki karyashaili mai anatar kom ho

4. private school  ki fee kam ki jaaye

5. sabko padhayi ka saman avsar milna chahiye . bina kisi jaati aur isthaan ke bhedbhaav ke .

6. Sikhsa pranali desh ko jodne wali ho naa ki apas mai dawesh aur kutil baav badhane  wali ho.

7. Sabhi ko saman Scholersip milni chaiye .

8. Padhaayi ka Vishay prem bhav aur Desh bhakti se bhara ho naa kid haram ke adhaar par banta gya ho .

 

9.Balika siksha pe jor diya jaaye .

10 . Siksha ko aur prayogik aur rojgaar dilaane wali banaye naa ki sird degree dilaane wali .

Similar questions