Hindi essay on meri behan or mere bhai????
Answers
Answered by
8
"Mere Bhai"
Kahte hai ki bada bhai Pita ke saman hota hai . Jab bhi main apne bade bhaiya ko dekhta hu to muje ye hi ahsaash hota hai aur iss baat ye yakeen aur bhi badh jata hai . Mere bade bhiya jinka naam Vijeshwar hai ek Power Engineer hai aur Maahrastra sarkaar ke liye Taniki Abhiyanta hai ke pad par 10 saal se karyarat hai. Maine apne bade bhai se humesha kaam ke mahatav ko jaana hai aur mehnaat ka fal metha hota hai ye hi sekha hai . unke aadrash aur usool muje bahut prabhavit krte hai .Keetaabe padana unka mukhya souk hai . Wo meri padhaayi mai bahut shahayta krte hai . Muje ganit aur vigyaan se sawalo ka hal samjate hai.Wo bolte hai hume vishjay ko samjna chaahiye naa ki ratna . Bhaiya ne muje yog aur parayanaam ke faayde bhi bataye . Humesha ek achha naagrik aur insaan ban ne ki salah dete hai . Kabhi kabhi muje maa ki dant aur papa ki pitayi se bhi bachate hai .Ravivaar ko hum dono Satranz khelte hai . Mere bhai mere adarsh hai aur bhawaan unko labhi aayu aur nirogi jeevan de .

Similar questions
Hindi,
7 months ago
Social Sciences,
7 months ago
Hindi,
7 months ago
Science,
1 year ago
Geography,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago