Hindi Essay On Sachin Tendulkar
Answers
Answered by
1
Sachin tendulkar ka pura naam sachin ramesh tendulkar hain .Inka janm 24 april,1973 ko maharashtra pradesh ke mumbai shahar mein hua .Inke pita ka naam ramesh tendulkar hain.yein marathi ke sahityakar thein.Inki mata ka naam rajni hain. sachin tendulkar anek naam se mashoor hain. jaise-master blaster,god of cricket aadi. Bhartiya cricket ki shaan aur visha ke number ek ballebaaj kaa rutba rakhne vale sachin tendulkar ne bahut hi kam umra mein cricket mein aise record banaa liye hain, jinhe todna aasaan nahi. Abhi unki run banaane va kirtiman banaane ki bhukh miti nahi hain. Cricket itihaas ke swarnim panno par ve apnaa naam darj kar chuke hain.
Bachpan mein jab sachin tendulkarkhelte-khelte thak jaate the tab unke khel prasikshak ramakaant achrekar unhe utsahit karne ke liye viket ke upar ek rupye ka sikka rakh dete the. Jo khiladi sachin tendulakar ko aaut kar deta tha vah sikka uska ho jaataa tha. Anyatha naabaad rahne par is sikke par sachin tendulkar kaa adhikar ho jaataa tha.

Similar questions