Hindi, asked by jyoth9is2onamrocks, 1 year ago

hindi essay on the topic CHILD LABOUR

Answers

Answered by rithu17
1
aksar samaj mein yah shthithi dekhi jati hein. garibi ke karan bade apne bacho ko 
kam ke liye bejthe hein . par unhe bacho ka dard pata nahi hota unhe bhi man karta hein school jane ka dosto ke saath kelna ka par shayad unke kismat hi aisa hein . kitni bhi garibi kyun na ho bacho ko kam par nahi bejna chahiye . bache kam umar mein kam karne par kae mushkilo ka samna karte hein agar kam thik se na ho tho unke malik unhe marte hain, niche dhikathe hain .samaj mein unko bhi saman hak dhena chahiye . kai din bache buke bhi rahthe hein jiske karan kai  bache mruthtyu prapt karte hein.unke pas sahi dang ke kapde nahi hote . aise bacho ko kuch dan karne se , shiksha pradan karne se aage badh sakthe hein
Similar questions