Hindi, asked by ksheraz7269, 1 year ago

Hindi karta karak one example
Karm karak
kaaran karak
sampradan karak
aapadhan karak
sambhand karak
adhikaran karak
sabodhan karak

Answers

Answered by aakarshdarbhanga
26

Answer:

karta karak- Ram aam khata hai.

karma karak- Ram aam khata hai.

Karan karak- Ram Kalam se likhta hai.

Samparadan karak- Ram dhobi Ko Kapra deta h.

apaadan karak- per se patta gira.

sambandh karak- Ram Shyam ka bhai h.

adhikaran karak- Bandar per pe baitha h.

sambodhan karak- hey Ram! Tum Kahan ho?

Similar questions