hindi kavita on garmi ritu according to 9th class
Answers
Answered by
4
Answer:
hey mate here is your answer
Explanation:
june ka hai jo chadhe mahina
tap tap tap tap bahe paseena
khane ka kuch jee na karta
ab to mushkil hua hai jeena
sookha hai jal nadio me
panchi hai pyasa bhatak raha
chhav kahi na milti usko
dekho khambhe par latak raha
kulfi wala jab aata hai
har bachcha shor machata hai
khate hai sab boorhe bachche
dil ko thandhak pahuchata
sooni galia ho jaati hai
jab soorya shikhar par hota hai
raat ko jab batti gul ho
kaun yaha pe sota hai
naa jane ye aaya
hamne to isko nahi bulaya
pareshan isse sab hai
ye kisi ke man ko na bhaya hai
i hope it is helpful for you and have a nice day
Similar questions