hindi ki lipi devnagri kyo hai ?
Answers
Answered by
1
Nagari lipi ko devnagari kahlane ke pach me sapraman saboot to prastut nahi parantu nagri sabd nagar se hi sabandh rakhta hai. Patna jo jo kabhi nagar kaha jata tha vha ke raja chandragupt- 2 (vikraditya) ka nam dev tha. sambhavat patna nagar dev nagar bhi kahlata hoga. Usi ke aadhar par utar bharat ki lipi ko devnagri lipi logo ne name de diya hoga. Iske
sambandh me ek aur bat batayi gyi hai ki bharat ke sabhi sahar nagar kahlate the lekin kashi devnagari kahlati thi att: usi ka aadhar lekar utar bharat ki lipi devnagri lipi kahlane lagi.
I hope this answer will be best.

Similar questions
English,
8 months ago
Math,
8 months ago
Political Science,
8 months ago
Biology,
1 year ago
Economy,
1 year ago