Hindi me anekarthi shabd ka mahatva
Answers
Answered by
2
anekarthi shabd ka mahatva
Hindi mai jis trah paryaywachi yaa samanrthi sabdh hote hai wasie hi anekaarhti sabd bhi hote hai . Jinka matlab hota hai ki ek hi sabd ke bhinn bhinn arath hote hai . uske vaakya mai proyog ke anusaar hum hum uska arth nikaal sakte hai . Jaise ki Arath
Arath sabd ke bahut se matlab nikale jaa sakte hai . Arath matlab Dhan bhi hota hai aur hetu bhi hota hai .
Arth jeevan mai jaruri hai .Matlab Paisa jeevan mai matavpuran hai .
Mele mai jaane ka kya arth hai . Matlab mele mai jaane ka karan yaa upyog hai .
Similar questions