India Languages, asked by ankit468, 1 year ago

hindi nibandh on svay ko badlo samaj badlega

Answers

Answered by kashvi16
4
     svay ko badalkar hi samaj viksit ho sakta hai
 
adhunik yug mei dinbhar din chori chal kapat ki ghatnayein nirantar badhtii hi jaa rhi hai jinse yuva peedhi aur bacho par atyadhik bura prabhav pad rha haii,
 yuva peedhi inhi ghatnaon se prerit hokar galat kaam karti haii

jaise ki khah jata hi ki swayam we chheez apnao jise tum chahte ho samaj apnaye isliye pehle toh khud apne ap mei weh cheez lao taki log hume dekhkar prerit aur mugdh ho uthe aur unme bhi ache kaam karne ki jagriti paida hojaaye. khud ek aisa udharan bankar dikhao jo log varsho tak bhi nhi bhoola paynge

apne hi kaamon ki missall kayam karo taki sari dunia chakit reh jaaye . haalaki yeh pankti apnane ke liye kaafi kathin hai paranto yadi isks ashya spasth karne ki baat kahi jaye to isksa arth kaafi gehraayi se lupt kiya gya hai jise samghne ke liye hume apne ap mei hi ek missaal kayaam karni padhegi tabhi humari kathni aur karni me mel ho payega
isliye khud ko badalkar hi samaj viksit ho sakta hai    .. isliy shuruaat karne ke liye apne se beheter manav koi nhi



kashvi16: hope u will b able to write in hindi i have written hindi words only but u need to write their spellings hope u understand
Similar questions