Hindi, asked by komal1051, 1 year ago

Hindi sahitya ke prrmukh lekhak aur unki rachnaaein

Answers

Answered by JignyasaNayak
1
Hindi sahitya jagat ke prmaukh lekhakono ki sankhya ko hum gin nahi sakte...
1.Mannu Bhandari - Mahabhoj(Upanyas), Apka bunty(Upanyas), ek kahani yah bhi (kahani)
2.Father Kamil Bulke - Ram Katha :Utpati aur bikes (1950-sodh)
3.Kamleshwar - George Pancham ki naak (Byangya)
4.Shivpuhan sahaya - Mata ka anchal (Sansmaran)
5.Swayam Prakash - Netaji ka chasma (kahani)
Mujhe umeed hai apki madd sahi dhang se meine ki. Dhanyabad
Answered by Tanishka2801
0
Pramukh lekhak Hain Munshi Premchand.
Unki anginat rachnayeein hain Jaise Eidgah,Kafan,Godan,Gaban,Do bailon ki Katha ityadi hain
Similar questions