hindi sanchyan class 10 smaj me rishto ko bighadne se kaise roka jaye
Answers
Answered by
0
Samaj m riste bigarne k Karan:
1 Apne hi bat par are rahna
Kabhi Kabhi Apne jid k Karan dushro ko hum Kuch jyada hi pressurise Kar dete h Kuch itna jyada hi ki Hume samne wala mere bare m sunne to kya bolna bhi Nahi chata.
2. bebajah gussa Karna
Kabhi Kabhi hum chhoti chhoti bat par chir jate h aur hum Sahi bat ko bhi galat samaj Kar gussa jate h aur hum usse bat Karna bhi Nahi chate h aur humare riste bigarne lagte h.
3. Internet and social media
hum Kabhi Kabhi itne smart Apne aap ko samajne lagte h ki Pura din internet and social media m lage rahte h.
Nahi Kisi se bat Kar pate h aur Nahi Kisi se mil pate h aur dushro ko thik se samay bhi Nahi de pate h.
aatha hum risto ko sudharne k liye sabse pahle yahi kam karenge :-
1. hum riste bachane k Kabhi Kabhi apna jid side Kar denge jis Karan se samne walo Ka Dil bhi lag jaiga aur humara rista bhi kharab Nahi Hoga.
2. hum harsamhab dushro par gussa na hokar dushro ko samajne Ka kosis karenge.
3.hum yatha sambhab internet use Karna kam karenge.
Similar questions