Hindi, asked by namrahanjum2000, 1 year ago

hindi summary of himalaya ke aangan mein by jaishankar prasad

Answers

Answered by Anonymous
31
Himalaye ke aangan main  kavi shri jaishanker prasadji ki ek behad naisgargik rachna hai.Is rachna main jayshankerji ne himalaye ki waadiyon ki sunderta ka vernan kiya hai.ismein btaya gya hai ki jab bhi koi kisi door ke sheher se himachal pradesh aata hai to ye unchi unchi baraf se dhaki pahadiyaan uska mann moh leti hain.yadi koi garmiyon ke mausam main bhi aata hai to chaaron ore hariyaali hi hariyaali nazar aati hai.isi liye.uunchi unnchi chotiyon per bade bade devdaar ke ped uski shobha badhate hain.Neeli neeli nadiyaan kal kal ker behti hain.Himalaya ki god main aaker lekhak ko aisa pratit hota hai ki vo swarg main aa gye hain.
Answered by kaustav68
0

Answer:

job

Explanation:

Similar questions