Hindi translation of the sanskrit book ruchira chapter 5 class 8
Answers
Answered by
0
Explanation:
ek chanchal naam ka ek shikaari tha. vha jangal mein jaal bichakar chala gaya .us jaal mein me ek sher durbhagya se phas gaya . us Sher ne kaha he manav mujhe nikal de mein tumhe nhi khaunga usne sher ko mukt kiya .sher ko bahut pyaas lagi thi usne kaha mujhe paani chahiye vo shikari paani pilata h phir vo bolta mujhe bhuk lagi h ab mein tumhe khaunga . shikari ne bola tumhne toh kaha tha ki tum mujhe nhi khaunga Sher bola bhuk ke liye kuch bhi . shikaari vaha se bhaag jata h vaha nadi ke paas jata h puchta h nadi boli tum bhi mujhe snan karte ho mere mein ganda kachra phekte ho tumhare sabhi ke swarth samhit hote h .phir vha ped se milta h ped kahta h ki tum meri chaaya mein bethkar araam karte ho phir mujhe hi kaat dete ho tum sabhi ke swarth samahit hote h. paas me hi ek lomadi jhaadiyo mein bethi hui sab baat sun leti h lomadi shikari ke paas jati h aur bolti h ki mein chalti hu tumhare sath phir vaha lomadi sher ko phasa hua dekhti h lomadi kehti h ki tum baar baar kudo vaha lomadi ki baat maan leta h aur uchal kud karke gir jata h . Moral: kata hi kaate ko kaatata h .
Similar questions