Hindu tyohar pahchano
Answers
Answered by
1
PIchale kuch saalo se ye bharat desh ki khasiyat rahi hai ki sabhi dharam ke log sabhi tyohaar manate hai . saal ke aadhe samaay to poore desh mai tyohaaro ka maahol hi rahata hai . Ek ke baas ek bade bade tyohaar aate rahte hai .Hindu samaj ke kuch bade tyohaar jaise Holi , Diwali , Gangour , Rakhi , Dashara , NavRaatri , Lohari , Pongal , Onam aadi hai . Jo ki poora desh dhoom dhaam se manata hai .
Similar questions