how balance camical equation
plz explain in hindi
because me are hindi medium
Answers
Answered by
2
chemical equation ko balance larne ke liye hame dono side ke atoms ko se larna hota hai jaise
H2 + O2 = H2O
idhar hydrogen ke 2 atom hai aur oxygen ke bhi 2 atom hai reaction ke pehle aur reaction ke baad Hydrogen ke 2 hai par oxygen ka 1 hi hai to hame H ke aage 2 lagaana hai aur H2O ke saamne bhi 2 lagaana hai
2H +O2 = 2H2O

1
for equate chemical balance we need to equal reactant and product
Similar questions