how did you feel after providing birds with water to drink in summers. 100 words paragraph in hindi plz.
Answers
Jab Hum Garmi Mein Kisi Ko bird ko pani Pila Te Hain Hame bahut achha lagta hai Hamein usse Khushi milti hai kyunki garmi main jaise hum tadapte hain pani ke liye Usi Tarah Birds bhi pani ke liye tadapte hain agar humne Pani Pilaya garmiyon mein god Hamein aur cheez deta hai
Kisi bhi Pashu ko Ann ya Peene ke liye Jal dekar Hamein sabse bada Punya Milta Hai .Kisi bhi Pyasi Chidiya ya Kisi Anya pyase Pashu ko Pani pilakar Hamein bahut Khushi milti hai . Agar Hum Pyase ho or us shad Agar Hame koi Peene ko Pani deta to Hamare Man Se us nek vyakti ke liye bahut Duaen Nikalti. Usi Prakar Agar Hum Kisi Pashu ko Garmi Mein Peene ke liye Pani Dete Hain to us Pashu Ki Duaen Paker Hamein pure Jeevan Bhar Ke Liye Sukh Shanti milti hai Main Ek Baar Chidiya ke liye Apne Chhat Par Pani Raka main Usi dopahar Chhat Par khelne eye tabhi Maine Dekha ki use garmi ke Din ek Pyasi Chidiya Usi bartan mein Pani Pi rahi hai Tab Se Mujhe Ehsaas hua ki agar Kisi Pashu ki madad Karen Tu man mein bahut Sukoon Aata Hai Hamare Paas Ek Aisa kaam Hota Hai jo Humne Kisi Ki bhalai ke liye kiya ho aur log Aisa kehte hain ki agar Garmi mein kisi vyakti ki Pyaas Bujha De Tu Aage ka sara Jeevan Sukhi Hota Hai main use Din bahut Prasan mahsus kar rahi thi Mujhe is chote kaam se a aisa lag raha tha jaise Ae Maine Kisi Ki Jaan bacha Li Ho Chintu Mera sochna galat Na Tha log Aisa Kehte Hain Ki Garmi ke Din Mein Kisi Ki Pyas Bujha tuva Kisi jaan bachane se kam Nahin Hota.