Hindi, asked by anubhavsahoo88, 1 year ago

how to avoid pollution in HINDI.(150 words)

Answers

Answered by zyan
6
ham apne paryavaran ko din badin prudushit karte jaa rahe hain pradooshan kai prakar ke hote hain jaese
DHWANI PRADOOSHAN - dhwani pradooshan(sound pollution)  tez aawaz se hota hai jaise pataakhe aur tez aawaaz karne wale instruments se hata hai jo ki bacchon aur buzurgon (kids and old people) ke liye haanikarak hai. isse bachne ke liye hamein tezz aawaz wale pataakhon ko nhin jalaana chahiye 
VAAU PRADOOSHAN- vaau pradushan (air pollution) factories se nikalne waale zehreele dhuein (smoke) se hota hai . hamein ghar mein aag nahin jalaani chahiye jisse bhi dhuaan (smoke) nikalta hai .
JAL PRADOOSHAN- jal pradooshan (water pollution) factories se nikalne waala ganda paani nadiyo( RIVER) mein daal diya jaata hai woh paani phir hamarein gharon ( HOUSE) mein bhi supply kiya jaata hai aur irrigation ke liye bhi kaam aata hai .aaj kal aesi bahut saari techniques aa gyin hain jo factories ke paani ko saaf karke rivers mein daali jaati hain 
ham insaano ko samajhna chahiye ki ham prakriti ka pradooshan karke aane waali generation ke liye haanikaarak bana rahein hain . hame pollution nahin karna chahiye apni aane wali generation ke liye .
Similar questions