How to differentiate between karmavachya n bhavavachya?
Answers
Answered by
3
Karma vachya - jab kisi vakya mein karma ko pradhanata di jaati h, tab vaha karma vacha hota h
Eg- Ramesh dwara patang udaai jaa rahi h..!
(kya udaya jaa raha h?? - patang)
Ram ke dwara roti khayi gayi
(kya khaya gaya?? - roti)
Bhav vachya- jab kisi vakya mein karta aur karm ko pradhanta na dekar bhav ko pradhanta diya jata h, vaha bhav vachya hota h
eg - baccho dwara maidan mein khela jayega
(kya khela jayega??--It is not clear in the sentence)
Basically in karma vachya sakarmak kriya is used... nd in bhav vachya akarmak krya is used
Hope it helps..!!

1
in karma vachya the question of what arises
in bhav vachya the negative sense and a feeling arises .

Similar questions