Math, asked by preeth2, 1 year ago

How to find the value of root 2

Answers

Answered by nidhi122
1
hope this will help you
Attachments:

nidhi122: given no ko uss no se divide karna jiska square uss no ke equal hai ya phir usse kam.for example agar 2 hai to use 1 se divide karenge .,agar 77 no hai to use 8 se divide karenge aur quotient jiss no se divide kiya hai vo hi hona chahiye
nidhi122: phir jitna remainder bacha use likhna .aur agle pair ko remainder ke saath likna. agar pair nahi hai to quotient mai decimal lagega aur remainder ke sath double 0 ayega
nidhi122: divisor ke last no aur quotient ko add karenge
nidhi122: one one ko add karke 2 aaya aur jiss no ko divide karna hai vo 100 bann gaya
nidhi122: 24×4=96 jo 100 se kam hai.to ham uss no ko 24 se divide karenge.remaember jiss no se divide kiya uski jo last digit hai vo aur jitna time divide kiya hai yani jo no quotient mai hai dono same hone chahiye
nidhi122: divide karne ke baad remainder 0 aaya to jo no quotient mai hai vo uska square root hoga
nidhi122: agar remainder kuch aur aaya to process phir se repeat hogi
nidhi122: hope this will help you
nidhi122: i think now you understand how to do it
nidhi122: please mark it as brainliest if it helped you
Similar questions