Hindi, asked by sonium, 1 year ago

how to save environment

Answers

Answered by nice2
3
Hum apne environment ko tbhi bacha aakte hai jab hum uski kadra kre.Agar dekha jaaye to sabse jyada haani hum insaano ne hi apni prakriti ko ki hai. Humne hi sabse jyada nuksaan kiya hai. Hum agar apni prakriti ko bachana chahte hai to sabse pehle uski upvogita ki samjhe. Hum log apne kaam ke liye prakriti ko nuksaan pahuchaate hai to hume apne swarth ke liye apni jan ni ko haani nhi pahuchani chahiye. Agar hum pedo ko naa kaate ya ek kaate to 2 guna lgaaye, har jagah saaf safaye rakhe apne baare me naa soch ke apni jan ni ke hit me jo ho wahi kre to jaroor humari mehnat rang laayegi. Hum is tarah apni prakriti ki bacha sakte hai.
Answered by prrameethadoss
2

Switch off anything that uses electricity when not in use
Unplug devices when possible
Don't use electronic exercise machines
Conserve water
Recycle all you can
Avoid using disposable items
Changing Your Transportation Habits etc

Similar questions