how to write letter to your friend in hindi stating that you will be visiting her soon
Answers
Answered by
4
sthan: (Place)
Dinank: (Date)
Priy Mithr (Name of ur frnd),
Mii yaha kushal hoon aur aasha karthi hoon ki tum bhi kushal ho.Iss pathr likhne ka mukhya kaaran hai tumhe soochna dena. Soochna ye hai ki mii jald hi tumhe milne aa rahi hoon. Mere mata pitha ne mujhe anumati de di hi tumhe milne vo bhi akele mein. Iss liye mii thodi hi samay mein tumse milne aa rahi hoon.
Tumhare mata-pitha ko mera pranaam aur tumhare bhai ko mera pyaar.
Tumhari pyaari mithr,
(Your Name)
Patha:
ur frnd's name,
Hno:
Street,
City.

3
Sthan
Dinank
Priya Dost ,
Me yahan thik hun. Asha karti huun ki tum bhi thik hogi. Tumhare mata pita ko mera adarniya pranam dena. aur choto ko pyar. Tumhari Cithi mujhe kal mili. Tum chhati ho ki me tumhare ghar aon Mere mata pita ne tumhare yahan jane ki mujhe anumati de di he. Me tumhare ghar Dusshera chuti me aongi.
Tumhari Dost
Priya

Similar questions