English, asked by dash28780, 3 months ago

how was their early stage of independent living class 9 chapter 2 the orgress and the two orphans answer the question in one sentence​

Answers

Answered by akashmishra12337
1

Explanation:

hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle

bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle

Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par

vo ḳhuuñ jo chashm-e-tar se umr bhar yuuñ dam-ba-dam nikle

nikalnā ḳhuld se aadam kā sunte aa.e haiñ lekin

bahut be-ābrū ho kar tire kūche se ham nikle

bharam khul jaa.e zālim tere qāmat kī darāzī kā

agar is turra-e-pur-pech-o-ḳham kā pech-o-ḳham nikle

magar likhvā.e koī us ko ḳhat to ham se likhvā.e

huī sub.h aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle

huī is daur meñ mansūb mujh se bāda-ashāmī

phir aayā vo zamāna jo jahāñ meñ jām-e-jam nikle

huī jin se tavaqqo ḳhastagī kī daad paane kī

vo ham se bhī ziyāda ḳhasta-e-teġh-e-sitam nikle

mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur marne kā

usī ko dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle

kahāñ mai-ḳhāne kā darvāza 'ġhālib' aur kahāñ vaa.iz

par itnā jānte haiñ kal vo jaatā thā ki ham nikle

Answered by mcchaturvedi98933891
1

Answer:

Explanation: The kingdom became even more extensive under her. The Mughal forces under Asaf Khan, in 1565 attacked Garha Katanga

I m just waiting for you where are you and why are you not replying me please bataye na mere excitement kyu badha rahe hai aur ek bad news hai ki shyad mein ek do din mein online aur kam aauge so aap pareshaan na hoyeyga

Similar questions