Hum India main pollution karte Hain par hole ozone layer main ho Raha Hain antartica main kyo.........in Hindi
Answers
Explanation:
India mein gadiyon ki vajah se yah Industries ke vajah se jo pollution aur jo Pradushan hota hai, to use pollution mein jo carbon dioxide carbon monoxide Sulphur Dioxide Nitrogen dioxide CFC chlorofluorocarbon create Hota Hai vah Sab air me add hota hai.... Ye sab fir garam air create karneke waja se bahat light hote hai... Jo ki Upar ki taraf jata hai. Ab Surya se jo small wave ka infrared ray Ata hai wo is polluted gases ke layer ko ved karke a sakte hai but jane bakt long wave create karneke waja se ja nhi sakte aur green house effect aur global warming karte Hai.... Aur jo CFC chlorofluorocarbon hai wo ozone layer me chhed karte hai and earth ka khud ke axis ke upar move karneke waja se jo coriolis force create Hota Hai uske karan CFC Antarctica and arctik ke taraf jata hai aur udhar jkar hole create karta hai.
.
.
.
Hope it will help you
Please mark me brainliest ❤️
Please follow me also ❤️ ❤️