Hindi, asked by roshangmailcom8020, 1 year ago

Hum Samaj ke liye Samaj Hamare Liye Is par essay likhiye

Answers

Answered by juhipatel
2

Samaj ek se adhik logo ke samudhay ko kahtey h Jisme manviya vyakti kriyakalap karte h. Jo manviya kriyakalap mai aachrad, samajik suraksha aur nirwaha aadi ki kriaye sammilit hoti h. samaj ke logo ka aisa samuh hota h jo apne andar ke logo ke mukable anay samuho se kafi kam malejole rakhta h. Kisi samaj ke antargrat aane wale vayakti ek dusre me prati parasper sneh tatha sahadyata ka bhao rakhtey h. Duniya ke sabhi samaj apni ek alag pehchan banate hua alag- alag rasmo - rivajo ka palan karte h.

Answered by Anonymous
2

Explanation:

hum samajh ke liye aur samjh hamre liye yah ek satya kathan h... samajh h to hum h aur hum h to samaj h... samaj hame kadi se kadi milakar chalna sikhata h ...agar hum samjh se jude rhe to hum bht se gun sikhte h jaise sneh bhav se rehna. samaj hamaare liye bht kuch karta h .. samjh par hum aur hum par samaj nirbhar hota h!!

Similar questions