Hindi, asked by Chinmay47, 1 year ago

I have a debate in the class on the topic"सोशल मीडिया सामाजिक दूरियाँ बढ़ाता है"please give some key points which I can speak upon in favour of this topic. The debate should be 3 minutes long.

Answers

Answered by diyaduggal
5
ye kehna eekdam thik hoga ki social media hamare beech samajik duriya teji se badha raha hai...

social media aaj apna failaave teji se puri duniya me faila chuka hai aaj kal kisi ko birthday wishes,usko well wishe karna,uske haal Jaan na,tyoharo par badhiaya dena,yaha tak shadi ka card dena bhi sab kuch social media ke jariye ho jata hai.......sab kuch iss social media tak seemet reh chuka hai......pehele ke samay log chote chote uplaksho par eek dusre ke ghar jakar badhai dete the but aaj ye time aa gya hai mithai ki tasveer bhejkar happy diwali keh diya jata hai.......ab toh logo ki shadiyo ka jimma bhi social media ne apne sar utha liya hai....

paiso ka laindain bhi social media ke jairiye. ...logo ke beech social media ne eek samajik duri bana di hai.........

diyaduggal: 12
singarapusreehanth6: then
singarapusreehanth6: you will ise Instagram
diyaduggal: after 12
singarapusreehanth6: now which class
diyaduggal: I m in class 12 now
singarapusreehanth6: ohhhh
singarapusreehanth6: any social media like whatapp
diyaduggal: yup
diyaduggal: only and only
Similar questions