I have a simple doubt!
agar kisi particle ko building ke top se fekenge to uska displacement to utna hi hona chahiye na jitna building ka height hi?
With explanation please..
Answers
Answered by
1
Answer:
BUILDIND KE UPAR SE "FEKNE" MEI AUR BUILDING KE UPAR SE PARTICLE KO "RELEASE" KARNE MEI BHOT DIFFERENCE HAI.
JAB HAM PARTICLE KO FEKTE HAI BUILDING KE UPAR SE TAB HUM APNI TARAF SE USME KUCH VELOCITY DETE HAI JISKE WAJAH SE WO PARABOLIC PATH FOLLOW KARTA HAI AUR JAB HUM PARTICLE KO SIRF RELEASE KARTE HAI TAB HUM INTIALLY USKO KOI VELOCITY NAHI DETE.
JAB PARTICLE KO "FEKA" JAATA HAI BUILDING SE TAB DISPLACEMENT HEIGHT KE EQUAL NAHI HOTA HAI DISPLACEMENT EQUAL HOTA HAI USS STRAIGHT LINE KA LENGTH SE JO KI PARABOLIC PATH KA DONO END KO JOIN KARTA HAI.
REFER TO THE ABOVE IMAGE
Attachments:
Similar questions