I need an anubhav lekhan in hindi on the topic Metro train mein pehli baar yatra karne ke anubhav ko lagbhag 150 shabdo mein likhiye.
Answers
Answered by
17
Antim ravivaar main apne dadaji ke saath pustak mela dekhen ghar se nikle jo ki dehli ke Pragti maidaan mai aayojit tha . baarish ki wajah se ko bhi autoriksha wala le jaane ko yetaar nhi tha . phir dadaji ne bataya ki hum metro se bhi jaa sakte hai .main bahut khush hua kyuki main iss se pehle kabhi metro mai nhi baitha . class teahcer ne ek baar bataya tha ki bharat mai pahli merto rail kolkaata mai chali thi . wo gufaao mai se bhi jaati hai .
hum Rajev chouk se ticket le kar chade the . wo ticket chumbakiya sikke ke roop mai the . jinme saaari jaankaari thi . gaurd ne bataya ki isse sambhaal kr rathe . antim station par nikaasi ke kaam aayega . humare metro mai chadne se pahle bahut surksha ghosh ho rhe the mike par . hume bataya gya ki line se peeche rhe aur darwaaja khulne par hi chade . agar band ho raha ho to naa chade.
phir har aane wale staion ka naam sunaya jaa raha tha . merto puran roop se vatanaukulit thi . seat aaraam daayat aur sundar thi . dadaji ne baatya ki merto rail desh ki pragati ko darssati hai . 2 staion baad humare sataion ka naam aaya . aur hum darwaja khulne par uatar gye .
Daadji ne bataya ki Shri E. shreedhran ko bharat ka metro man kaahte hai . ye sab unki soch aur mehnat ka parinaam hai .

5
Answer:
jdjdjdnbdbcncjcjfjf
Similar questions
English,
8 months ago
English,
8 months ago
Social Sciences,
1 year ago
English,
1 year ago
Math,
1 year ago