Hindi, asked by mrajeriarao, 1 year ago

i need an essay on" saanch ko aanch nahi"

Answers

Answered by monu7bishnoi
10

" saanch ko aanch nahi"

Chirsaswat satya baat hai ki Saach ko aanch nhi kyuki  Satya humesha suraj se samaan tej wala hota hai . Wo kathor aur bura jarur hota hai lekin jhooth ke andhere ko wo hi bhagata hai . Kahte hai ki satya pratadit ho sakta hai kintu Prajit nhi atav sadeav stya k asaath de aur stya bole. apne bahho mai bhi sachhayi ke prati aadar ke beech boye . JO insaan satya bolta hai wo dhukhi aur haatas ho sakta hai lekin kabhi haar nhi sakta kyuki satya ki chamak humesha uke aage peeche rahegi . hume ye bhi pata hona chahiye ki hume humesha ek jhooth ko chuupane ke liye 100 jhooth bolne padte hai lekin stya bolne ke baad hume kahi bhi chhupne ki jarurat nhi.

Satya humesha pani ki tarah saaf aur komal hota hai jabki jhooth maleen aur durgandh se bhara hota hai . Stya mai koi kami nhi hoti wo savaymhi puran hota hai . Issliye kaha jaata hai ki Sat ko tap nhi aur jiske man mai raam hai usko koi paap nhi !

 

 

Similar questions