I want a debate against the topic "प्रचार है तो व्यापार है" in Hindi.....its urgent
Answers
"प्रचार है तो व्यापार है"
Prachaar hai to vayapaar hai . ye koi jaruri nhi humesha. Ho sakta hai prachaar se apko naam mil sakta hai .lekin isko naam cheen banane aur humesha logo ke dil aur dimaag mai banaye rakhne ke liye apko achhi seva aur achha utpaad humesha dena padega. Ek lambe samay tak bazar mai htike rahne ke liye apko suddhta aur sachhyi par zor dena jauri hai . sirf prachaar apko kuch pal ke liye grahak juta sakta hai . lekin apka achha utpaad aur grahak ko di gayi sava ek lambe samay tak apke vayapaar ke liye hitkaari hogi .Prachaar mai paisa bar bar kharch krna bapdta hai lekin achha utpaad banaen yaa koi vastu banae mai ek baar paisa lagta hai jo ki ek baar ki kimat hai wo apke vayapaar mai humesha jusdi jaayegi . ho sakta hai apke achee daam aur guno ki vajah se apko kabhi prahccar ji jaurat hi na pad e. log khud apki compny ko dusro ko batayenge aur apne milne walo ko kahenge ki uss compny ka utpaad achha hai . jaisa ki humne bazaar mai dekha Pataajali ke utpaado ke vigyapan kam aate hai lekin ho adhe muly amai hi logo ka dil jeete hue hai . kahi badi compniyo ki neende haram kr di hai . aur kaiyo ke hissne ke grahk ho khaa gye hai . aj apne utpaa dki gunvatta ki vajah s ehi wo itni jaldi pahli 5 badi acompnyo mai saamil ho gyi hai . kai videshi compniyo ko sochne par majboor kr diya jo sirf prachaar par dhyaan dete hai naa ki utpaad aur apne beche gye samaan par .