i want a dialogue between 4 people in hindi
Answers
rohit: arey tum logo ne suna hai modi ji ke safayi abhiyan ke bare mein?
saloni: haan maine to suna hai . par mujhe to lagta hai ki yeh abhiyan AAP ki dekha dekhi chalaya hai
mihir: mujhe to aisa hi lagta hai.
koyal: haan par iska koi jyada asar nahi huya hai
rohit: voh kaise
saloni: sahi toh keh rahi hai koyal kisi bhi shahar mein vaisi safai nahi dekhi gayi jaisi ki baki deon mein hai
koyal: yeh baat census mein bhi aaya tha
mihir haan maine dekha thacensus mein ki abhi bhi india sabse ganda desh hai
rohit: par mujhe nahi lagta ki isme sirf modi ji ki galti hai
mihir:haan isme janta ki bhi galti hai voh amal hi nahi kaqrte hai
koyal: tum dono sahi kehte ho akhir ek aadmi kitna kar sakta hai
saloni: toh kyun na hum sab milkar kuch kare
baaki saare: kya kare
saloni: pran lekar
saare:hum pran lete hai ki kisi bhi jagha ko na ganda karenge aur na hi hon e denge