I want an essay on yadi prani nahi hote to
Answers
Yadi prani nahi hote to??
Yadi prani nhi hote to Jeevan bahut kathin hota aur Dharti bahut banjaar hoti . Bhojan srinkhala (Food Chain) toot jaati aur kuch nhi hota . Agar jeev hai to jeevan hai aur jeevan hai to jeev bhi hai . Jaha jeevan sambhav hai waha jeev jaruru honge lekin agar jeev hi nhi to hum jeevan ki kaamna nhi kr sakte . Dharti par jeev aur praniyo ka hona hi iss dharti ko anyo graho se alag banata hai . agar sabhi prani khatam kr diye jaaye to prakriti ka sanutalan bigad jaayega aur ho sakta hai mahamaari fail jaaye . sab kuch uthal puthal ho jaayega bhukamp ki tarah . kyuki sabki upasthiti hi prathivi ko gatimaan banaye rakh rahi hai . jaise agar chuhe hi naa ho to billi kya khaayegi aur agar kuute naa ho to dharti par sirf billiya hi bachegi . to aisi isthiti badi gambheer ho jayegi . isliye dharti ko isthir aur sundar banaye rakhne ke liye sabhi jeev aur praniyo ka hona atiaavshyak hai .
✔✅Hope this helps you.
✅✔Follow me and mark as brainliest.