i want essay in hindi on nuclear power
Answers
Answered by
1
nuclear power ek aisa power source hai jiske benefits to hai but harms bhot dangerous hai. nuclear power mein do tarah ki reactions hoti hai 1. nuclear fission. 2. nuclear fusion. abhi tak hamne sirf nuclear fission se hi energy produce karni discover ki hai. nuclear fusion pe abhi kaam chal raha hai. nuclear fission mein yeh process hota hai k URANIUM k atom mein ek neutron ko strike kiya jaate hai. to jab vo strike karta hai to uss atom k teen aur neutron ban jaate hai fer vo aage strike karte jaate hai air bhot zyada heat energy nikalti hai. lakin agar isko seedha hi strike karwaade to ye sab kuchh destroy kar sakta hai. isse bachne me liye iss k reaction chamber main rods fit ki hoti hai jo har teen neutrons main se 2 ko absorb kar leti hai, ise controlled reaction kehte hai. iss reaction mein se jo heat nikalti hai uss se paani ko steam mein badal kar usko turbines pe pressure ke saath maarte hai, turbine rotate karta hai aur electricity ban jaati hai. es ko greatest Scientist ALBERT EINSTEIN ne find kiya tha. iske liye ek law bhi hai ki jo mass reaction mein destroy ho jaata hai vo energy mein badal jaata hai. the law is MASS-ENERGY EQUIVALENCE. the rods which absorb neutrons are made of element boron because it has this property.
raveesh255:
I hope this will help you. please convert there words into Hindi. m not that good at Hindi. if it helped then please inform me.
Similar questions