Hindi, asked by Dikshit123, 1 year ago

I want essay on mera bachpan in hindi

Answers

Answered by raghurajmuni
128
mein to abhi  9th class mein padh raha hun par apne bachpan ke din yaad karta hun to mujhe sapne jaisa hi lagta hai aur bahut sukun sa mehesus hota hai .kyunki mein apne mummy, papa se bahut pyar karta hun aur bachpan ke un dino hamesa unke sath lad pyar se rehna bahut hi acha lagta tha . tabhi hum Delhi mein rahte the. mein apne papa ya mummy ke sath play school jata tha janha padhai kam aur khel kud jyada hota tha .mere pass dher sare khilaune the .us bakt na padhai ka tension aur na koi kam ka tension. mein abhi bhi apne bachpan ke dino mein kho saa jata hun.

raghurajmuni: mark mine as the best
Answered by mohammedzeba
91
manush ke bachpan ke din bahout suhane hote hai. yeh wah din hote hai jiski madhurta jeewan bhar prasannata bhaarti hai. bachpan har manush ke jeewan ka hissa hota hai uska bachpan prem aur madhurta se bhara hua rehta hai sabhi log apne bachpan se bahout pyar karte hai sabhi log apne bachpan me bahout shararate, nathkathe karte hai sabhi logon ko apne bachpan ko aanand se bitane ka haakh hai isko cheanne ka kesi ka bhi haak nahi hai leakin hum aaj bhi kai bachchoun ko deakh te hai jo apna bachpan ka aanand kabhi nahi le sakte hai ve baal karmik ki tarah kaam karte hai unhe shiksha nahi milti hai ve bhi sabhi bachchoun ki tarah pard likhna chahte hai leakin ve nahi pard sakte hai ve baal shramik ki tarha kaam karte hai hum un bachchoun apni tarraf se jitna ho sake utna unki madad karna chaciye kyun ki ve bhi apna jeewan ka aanand le aur apne bachpan ko suhana banaye.
Similar questions