I want the summary of hingwala kahani written by sUbadra kumari chauhan?
Answers
Answered by
84
lekhikha subhadri kumar chauhan ki katha hingwala ka saransh hai ki hingwala laghbhag 35 saal ka hamesha aangan mein aakar hing bechta tha.savithri jisne 15 din pahale hing kharidi thi isliye vah khan se hing lena nahi chahati thi. magar khan savithri ko hing lene ke liye jabardasthi kar raha tha.savithri ke baccho ne hingwala ke sath kathor vyavhar karke aur bura bhala bol kar chale gayee.kuch smay bad baccho mallaiwala ka swar suna ayr unhe khane ki ihha thi. uske maa ne use khana khane ke baag paise de gaye. holi ke avsar par shehar mein danga ho gaye the.usme bahut log mare gaye the.jab savithri ne yah suna tho use laga kahi hingwala tho nahi mara dala gaya kyoki un dono ka rishta bhai bahan jaisa tha.ek din saVERE SAVERE HINGWALA PHIR AA GAYA .savithri ke paas hing khatam ho gayi thi use khanse poocha ki bahut dino ke baad mile ho.kuch bate karne ke baad khgan ne ek chatak hing toulkar savithri ko de gaye .kisi ke paas paise nahi the tho khan ne savithri se phir paise dena kahakar chala gaya. char baje shaam kali ka julus nikalne wala tha.savithri ke baccho ko bhi kalli ka julus dekhene ki ichcha thi lekin savithri bhiru thi.use lga ki holi par danga ho chuka tha,khahi is dhashahara mein koi danga hoto.par uske naukar shyamu savithri se bola ke bhej dijiye na hum abhi jakar turant vapas aayenge.savithri vivash aur lachar hone ke karan use bachchco ko bhejana pada.savithri baccho ki pratheeksha kar rahi thi bahut samay ho gaya that.kuch shn bad danga mach gaya tha . sabhi log idhar udhar bhag rahe the. savithri ke hath pair mano thande pad gaye the. usne bachccho ki mangsl kamana ke liye sabhi devi devthao se mana dale.phir use hingwale ki pukar suni.savithri doudkar chali.hingwale ke saath savithri ke bacche bhi the . bacche dhidhar savithri se lipat gaye.khan ne hum ko bachaya tha vah bahut accha hai esa bacche kahane lage.
hame is path se sikha sahinnshunatha, jeevan raksha , ekths , bhaichara, prem , samajik tana bana aur manavtha ka sandesh dena chahate hain
hame is path se sikha sahinnshunatha, jeevan raksha , ekths , bhaichara, prem , samajik tana bana aur manavtha ka sandesh dena chahate hain
Answered by
9
Answer:
here, the writer wants to explain that bo matter which religion person u r, but we all must help each other and live with harmony.
Explanation:
Similar questions
Math,
7 months ago
Math,
7 months ago
English,
7 months ago
Science,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago