Hindi, asked by muskanruchandan, 1 year ago

i want to eassay on the topic is "man ek bartan nahi hai jise bhara jana hai balki ek jwala hai jise prajwalit kiya jana hai."

Answers

Answered by musafiryadav751
3
jis tarah kumhar ko ghada banane se pahle usko sirf mitti ka tila(mitti)hi dikhai deti hai.aage kumhar ko kiss mitti se ghada banana hai us mitti ka pata sirf us kumhar ko hi hai.kumhar  us mitti ki talash kar leta hai aur us mitti ko bariki se  guth kar ghada banane yogya  banata hai. thik usi prakar manushya (insan/aadami) jab is sansar me aata hai to kumhar ke ghade ke saman hota hai. to wah sochata hai ki man ek bartan nahi hoon jisko kewal bhara jana hai.balki ek jawala ki tarah prajwlit bhi hona  hai.wah us manushya ke uper ashrit karta hai ki usko prajwlit kiya jana hai ya bhara jana hai.jis prakar kumhar apne bartan ko pakka karta hai thik manusya bhi isi samaj se shiksha leta hai.
  kuccha bartan to kache mitti me mil jate hai aur kucch samaj me jakar kumhar ka aur apna naam roshan /prajwalit kare hai.
Similar questions