Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri...
Kehte thhe mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi...
Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai.. bewafai..
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
When I look into your eyes
Baby I'm in paradise
We could take you to skies
We could make you and I (x2)
Meri aashiqui yeh, Rabb ke hawale
Roothe yaar ko bas, koi mana le
Yaadon ki sooli dil mein, gad jaati hai
Veeraniyan jab had se, badh jaati hai
Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri...
Kehte the mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi...
Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Kuch baatein aisi hoti hain
Jinko bayaan karna..
Lafzon mein, namumkin hota hai
Jab wafa mein, wafa hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai
Kyun faaslon mein, nazdeekiyan hain
Kyun zindagi mein, tabdeeliyan
Kyun tanha dil yeh mera mujhse kahe
Ye silsila bas yunhi chalta rahe
Jaane kya hua hai jiski wajah se
Manzilein judaa si lag rahi
Anjaani raah pe dil ye kyun
Khud ko paata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Answers
Answer:
Ji haan main hoon khalnaayak
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Zulmi bada duhkhadaayak hai tu
Is pyar ki tujko kya kadar
Is pyaar ke kaha layak hai tu
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkhadaayak hoon main
Hai pyaar kya mujhako kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi khalnaayak hoon main
Teri tabiyat to rangeen hai par
Tu mohabbat ki tauheen hai
Kuch bhi nahi yaad isake siva
Na main kisi ka na koi mera
Jo cheez maangi nahi vo mili
Karata main kya aur bas chheen li,
Bas chheen li
Bas chheen li
Main bhi sharaafat se jeeta magar
Mujhako shareefon se lagata tha dar
Sabako pata tha main kamazor hoon
Main isalie aaj kuch aur hoo
Kuch aur hoon
Kuch aur hoon
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkhadaayak hoon main
Hai pyaar kya mujhako kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Kitane khilaunon se khela hai
Tu afasos phir bhi akela hai tu
Bachapan mein likhi kahaani
Meri kaise badalati javaani meri
Saara samandar mere paas hai
Ek boond paani meri pyaas hai,
Meri pyaas hai
Meri pyaas hai
Dekha tha maan ne kabhi pyaar se
Ab mit gai vo bhi sansaar se
Main vo lutera hoon jo lut gaya maan ka
Aanchal kaheen chhup gaya
Naayak nahi khalanaayak hoon
Main zulmi bada duhkhadayak hoon main
Hai pyaar kya mujhako kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Naayak khalanaayak
Naayak khalanaayak.