Hindi, asked by anissyahbhavanimiri, 1 year ago

Importance of exams in hindi an essay

Answers

Answered by monu7bishnoi
20

Jaise ki hume kisi cheej ko maapne ke liye kisi maapdand ki jarurat hoti hai yaa jeevan ki uchaayiyo ko mehsos krne ke liye safataataye yaa  koi kathin smaay hota hai thik waise hi humari aarjit ki gyi vidhya aur sikhsa ko tolne ke liye Parikshaaye hoti hai . Parikshaaye hume batati hai ki humne kaise padhaayi ki hai ab  tak aur kya gyaan aurjit kiy ahai . kya humne jo ab tak padha yaa seekhe wo noukaari mai kaam aayega yaa hume yaad rahge kya . isliye humehsaa parikshaaye aayojit  ki jaati hai . humaare gyaan ka mulyankan krne aur parkhne ke liye har 3 maheene baad yaa saal  ke ant mai ek pariksha aayojit hoti hai  jismai aaye hua huamre ank  batate hai ki humne saal bhar mai kya naya seekha aur kya hum aage ki kaksha mai jaane layak hai yaa hum koi noukaari prapt krne yogya hue yaa nhi .Isliye parikshaaye humare jeevan mai bahut mahatvporan hai . ye hume batati hai kaha kami rah gyi hai aur kaha par aur sudhaar ki jarurat hai .hume parikshao se kabhi ghbarana nhi chahiye , ye humara aaina hume dikhati hai ki aur kaha bina haar mane mehnat krni hai .aur kya achha padhna hai aur seekhna baaki rah gya kyuki achhi paariksha  uteerean kr ke hi hum kisi niji ya sarkaari seva mai desh aur samaj ka achhe se bhala kre aayenge aur ek achhi aajivika le paayenge !!

Similar questions