Hindi, asked by Monika2002, 1 year ago

in Hindi
please answer

Attachments:

Monika2002: please help me
Monika2002: please....

Answers

Answered by armaanmalik285
1
Nadi nikalti hai parvat se,maidaano mein behati hai.aur ant mein mil sagar se,ek kahaani kehati hai.
Bachapan mein chhoti thi par main,bade veg se behati thi.aandhi-toofan, baadh-bawandar,sab kuchh hanskar sehati thi.
Maidano mein aakar maine,sewa ka sankalp liya.aur bana jaise bhi mujhse,manav ka upkaar kiya.
Ant samay mein bacha shesh jo,sagar ko upahaar diya.sab kuchh arpit karke apane,jeevan ko saakaar kiya.
Bachchon shiksha lekar mujhse,mere jaise ho jaao.sewa aur samarpan se tum,jeevan bagiya mahakaao.

hope this helps u

armaanmalik285: small poem on nadi
armaanmalik285: pls mark it as brainliest
Monika2002: thank you
armaanmalik285: ur welcome
Similar questions