इन 5- जीवन में 'चरित्र' का क्या महत्व है ?
Answers
Answer:
jivan me charitra ka bahut jyada hi mahatva jaisa ki hamare bharat varsa me balko ko bachpan se hi charitra ki shiksha di jati rahi hai.yadi manusya ka charitra nhi acha hai to uski vidhya kisi kam ki nhi hai.
vidyarathi jivan me charitra yani anusasan ka bahut mahatva hai kyoki samaj hamre charitra ke adhar par hi hame pasand karta hai yadi kisi vyakti ka charitra acha to use sab pasand karte hai.
jaise ki maryada purshotam shri Ram ka charitra itna acha tha ki ve pita ke kahne par vanvas chale gai,aaj unke inhi sab gudo ke karan hsm unkipuja larte hai.
jaise ki aaj samaj me charitra hinta aa gai hai,isiliyevo bhrasta hota ja raha hai.
jaisa ki charitra ka aarth hota hai hamara samanya vyavhar .
jivan me charitra bahut aavasyaka hai kyoki uske bina hamare kitabi gyan ka koi labh nhi hai yadi aaj samaj me sabhi ka charitra acha ho jai to hamar samj ak adarsh samaj ban jai.aur ram rajya fir se sthapit ho jai .Isiliye manav jivan me charitra ka bahut jyada hi mahatva hai