Interaction between two women on polution in hindi
Answers
kirti:haan par abhi bhi jab dhool mitti se saamna hota hai to phir se asthma ka daura pad jata hai
priya:ab is badhte pradushan ko rokna kisi ek ke bus ki to baat nahi ise to sabko milkar hi rokna hoga
kirti:lekin shuruaat to ho hi sakti hai kisi ek se kyun na hum hi vo shuruaat karen
priya:haan lekin vo kaise kya tumhare paas koi upaay hai
kirti:hum apni colony me sabko vahno ka kam se kam upyog karne ke liye kah sakte hain phir vo doosron ko bhi aisa kahenge aur ye shrinkhla bahut aage tak jaa sakti hai
priya:hum vaayu pradushan ko tej aawajen kam karke kam kar sakte hain jal pradushan ko paani me kachra na daal ke kam kar sakte hain aur hume aisa karte dekh doosre log bhi prerit honge
kirti:to kyun na abhi se shuru karen
priya:haan zaroor chalo chalte hain
Answer:
priya: are kirti kya tumhari tabiyat theek ho gayi

Explanation: