Hindi, asked by tinabhaivyaspb56lb, 1 year ago

internet ke durupyog Vishay par Pita aur Putra ke beech samvad 50 shabdo me likhiye in Hindi

Answers

Answered by lavanyau74
11

pita- beta tum abhi kya kar rhe ho ?

putra- pitaji mei abhi phone mei Internet chala rha hu.

pita- tum adhik phone par hi aashrit mat rho . padai bhi karo.

putra - han pitaji. mei Internet mei padai hi to kar rha tha.

pita- lekin books mei padoge to jyada phaida hoga.

putra- OK pitaji ab mei phone se hi padai karunga. phone ka use kam karunga.

pita- sabash. jao ab tum pado.

putra- ok


hope it helps you



tinabhaivyaspb56lb: sry but I want answer in hindi
Answered by starkt66663
6

Answer:

Pita:- Raju beta oo Raju beta.

Raju:- Ha pita ji.

Pita:- Beta tum kya kar rahe ho?

Raju:- Main internet pe game khel rha rha ho

Pita:- Beta kya tumhe pata hai ki internet ke kitne duruupyog hota hai.

Raju:- Kaaise pita ji internet bahut kam ki vaastu hai or aaj ke logo ke liye bahut upyogi hai.

Pita:- Beta iss internet ne bahut baccho ko bigada bhi hai jin baacho ki abhi padne ki omr hai onn baccho ko kitabhe padhni chahiye to ve internet pe joke padh the hai.

Raju:- Par pita ji maine to kabhi aaisa nahi kiya.

Pita:- Beta kya tumne kabhi soocha ki jitna time tum internet mai game khelne mai baarbath kar the ho otne main tum math ki kitab ke chapter ki eek exercise poori kar sakte hoo.

Raju:- ha pita ji aap sahi hoo mai aaj se internet ka durupyog nahi karonga.

Pita:- Ha tumne to taan liya tumhare jaise or logo ko bhi ye taan lena chahiye arrey jab hame eek acchi vaastu upyog ke liye mili hai to hum oska durupyog kyu kare.

Explantion: sorry i have no hindi software in my laptop but i hpe it helps you again sorry

Similar questions