Hindi, asked by guyudigod17, 10 months ago

Internet ki duniya per 100 -120 sabd ka anuched likhen. Please



No spamming or i will report you

Answers

Answered by ram76669
0

Explanation:

aaj aaj ka kal Mahakal nahin balki internet ka kal ban chuka hai aaj ke samay mein internet logo ke liye jina jaruri hai utna jaruri kuch nahi hai aajkal ke bacche bade budhe javanon ko internet ki Lat lag chuki hai aaj ki duniya internet ki duniya kahlati hai internet jitna faydemand hai utna hi nuksan bhi hai uske kyunki isase bacchon ki padhaai per aur unki sehat per bhi fark padta hai aur yah bacchon ke liye bhi utna hi faydemand hai padhai ke liye ya FIR Manoranjan ke liye lekin iska jyada istemal karna hanikarak hai Mata pita agar khud hi internet ka jyada istemal karenge to bacchon per to asar padega hi agar Mata pita hi nahin internet ko chhodenge to bacche kaise chhodenge Aaj ki duniya mein ham baat karte hain internet ki duniya internet ki duniya kya hai internet ki duniya ek aisi duniya hai Jahan aap sab kuchh chhod chhad kar sirf mobile mein hi Dhyan rakhte ho isase aapka samay bhi varsh jata hai isase aapki sehat per aankhon per aur aap kis samay per bahut hi jyada nuksan hota hai pahle ki duniya ek bhai Chari ki duniya thi ek pyar ki duniya thi ek ijjat Samman ki duniya thi vaise to Aaj bhi ijjat aur Samman ki duniya hai pyar ki duniya hai Lekin aajkal ye internet ki duniya ban chuki hai jab se nai nai technology aane lagi hai tab se tab se Puri duniya mein sab kuchh Badal chuka hai dhire dhire ab to aise lagta hai ki ki puri duniya hi technology se chalne lagi aane Wale samay mein main samay mein log kisi aur Ko nahin puchenge balki internet ko hi puchenge ek din agar aapko Pani Na mile to aap chala loge lekin agar aapko ek din internet Na mile ab usi samay vah Banda khada kar doge chahe aapki jarur se jarur e chij kharidna rahti Ho lekin agar Jaise aapka internet bhi khatm ho gaya ab sabse pahle internet Karo ka recharge Karate Ho kyunki internet ki aapko Lat lag chuki hai internet aisi samasya ban chuki hai aaj ki duniya mein jiski jise jiska HAL kuchh bhi nahin hai isko aap ko khud se control karna padega yah itna fayda mat bhi hai aur nuksan ka bhi hai faydemand hai isliye hai kyunki aap matlab Jaise Apne Ghar se baith kar kahin dur phone per baten kar sakte ho bacche ghar baith kar aaram se padh sakte hain lekin isase bacchon ka man bhi bhramit ho jata hai bacche padhaai ki jagah Manoranjan mein jyada Dhyan dete Hain bacchon ko padhaai karna achcha nahin lagta vaise to Lekin internet mein ek aisi takat hai jo bacchon ko apni or khinch Rahi hai padhaai mein bhi agar bacche dekhen to usmein itna Sara Gyan bhara hua hai na internet mein itna Gyan internet ko galat Jaise ham pahle gaye the na ki Gyani Gyan Gyani hai lekin ab internet hi Gyan hai chahe vah bacche budhe Jawan har umra ke logon Ko internet chalana pasand hai isase hamara Manoranjan ho jata hai lekin iska istemal karna galat nahin hai Lekin hamen yah Sikh milati hai ki internet ka kam se kam istemal Karen dhanyvad

Similar questions