ionisation Kya hota hai koi Hindi me samja do ache se plz........
I will mark u at brainlist ..
don't spam ( if u don't know so plz don't write anything)
Answers
Answer:
Ionisation explaination
Jaab kabhi haam kissi electron ko kuch energy dete hai jo ki kaam se kaam itni ho ki wo energy lekar electron atom se bhar nikal jaye uss energy ko ionisation energy khete hai.
Ab ionistion energy ko aaam bhasa mai samajh lete hai agar man lo ki ek bacha hai jismai bhaut energy hai ki wo ek jagah nhi baith sakta toh wo hamesha is kosis mai laga rahega kab mai yha se bhar niklu bilkul aisa hi electron ke sath hota hai
Explanation:
hope it will help you
jai hind
Answer:
Jab koi bhi element apna electron lose ya gain karta hai uss process ko ionisation bolte hain
Ya phir doosre tarah se kaha jaaye toh jb koi bhi element apne upar negative ya positive charge acquire karta hai then uss process ko ionisation bolte hain.
For eg. If Na is converted to Na+, then this process is called ionisation
If Cl is converted to Cl^- , then this process is called ionisation